Namakool – Dhol

Namakool – Dhol (2007)
Music Director: Pritam Chakraborty
Director: Priyadarshan
Singers: Kunal Ganjawala & Shaan
Lyricist: Ashiesh Pandit
Cast: Sharman Joshi, Tusshar Kapoor, Kunal Khemu, Tanushree Datta, Rajpal Yadav and Payal Rohatgi.

Kyun kisika kehna maane hum deewaane hain
jamke yaaron jindagi ke din bitaane hain – 2

Jile, gaale, mere sang tu dhol bajaale
hasake tu bhi duniya ki band bajaale
duniya hamein kehati rahein naamaakool
naamaakool, naamaakool, we are cool cool cool naamaakool – 2

Chaar din hai mile jindagaani ke
usape bhi do bache din jawaani ke
Chaar din hai mile jindagaani ke
usape bhi do bache din jawaani ke
kitna samay hamane kiya yuun hi fizul
naamaakool, naamaakool, we are cool cool cool naamaakool – 2

aag se khelna hamne sikha hai
har kisi se juda yeh tarika hai
oh yehh ya ya
aag se khelna hamne sikha hai
har kisi se juda yeh tarika hai
duniya ki abb rasmein nahi hamein kubul
naamaakool, naamaakool we are cool cool cool naamaakool – 2

kyun kisika kehna maane hum deewaane hain
jamke yaaron jindagi ke din bitaane hain
jile, gaale, mere sang tu dhol bajaale
hasake tu bhi duniya ki band bajaale
duniya hamein kehati rahein naamaakool
naamaakool, naamaakool, we are cool cool cool naamaakool – 2

Advertisements

Leave a Comment