Haan Main Jitni Martaba Lyrics – All The Best

The Lyrics of Haan Main Jitni Martaba Song from Rohit Shetty’s All The Best. If there are any mistakes in the Haan Main Jitni Martaba lyrics, kindly post below in the comments section, we will rectify it as soon as possible.

Haan Main Jitni Martaba – Bollywood Hindi Song Lyrics

Movie: All The Best (2009)
Music Director: Pritam Chakraborty
Director: Rohit Shetty
Lyricist: Kumaar
Starring: Fardeen Khan, Ajay Devgan, Sanjay Dutt, Bipasha Basu, Mugdha Godse
Song Title: Haan Main Jitni Martaba
Release Date: October 16, 2009

Haan Main Jitni Martaba Lyrics

Haan main jitni martaba
Tujhe hoon dekhta
Yeh lagtaa hai mujhe
Haan haan haan tujhe hi dekh ke
Meri saansein chalein
Bataadun main tujhe

Haan main jitni martaba
Tujhe hoon dekhta
Yeh lagtaa hai mujhe
Haan haan haan tujhe hi dekh ke
Meri saansein chalein
Bataadun main tujhe

Haan tu jeene ki vajah
Dikhe tu har jagah
Nazar jaaye jahan
Haan haan haan ke tere saath hi
Chalegi har ghadi
Yeh meri daastan

Haan haan haan main jitni martaba
Tujhe hoon dekhta
Yeh lagtaa hai mujhe
Haan haan haan tujhe hi dekh ke
Meri saansein chalein
Bataadun main tujhe

Haan kya galti hai meri
Jo baaton mein teri
Aa gaya aa gaya dil mera
Haan zamana chood ke
Hamesha ke liye
Ho gaya ho gaya dil tera
Haan tu mera pyaar hai
Mera dil daar hai
Tu mera hai jahan

Haan haan haan
Yeh lamhe khas hain
Jo hum tum paas hain
Nahi hai duriyaan

Haan haan haan main jitni martaba
Tujhe hoon dekhta
Yeh lagtaa hai mujhe
Haan haan haan tujhe hi dekh ke
Meri saansein chalein
Bataadun main tujhe

Haan nigaahon mein rahun
Ya baahon mein rahun
Main kabhi na kahin pe jaaun
Haan irraada hai mera
Yeh vaada hai mera
Naa kabhi main tujhe tadpaun
Haan tujhe main dun khushi
Tu meri hai zameen
Tu hi hai aasmaa

Haan haan haan yeh meri zindagi
Hai tujh mein hai kahin
Hai jana ab kahan

Haan haan haan main jitni martaba
Tujhe hoon dekhta
Yeh lagtaa hai mujhe
Haan haan haan tujhe hi dekh ke
Meri saansein chalein
Bataadun main tujhe

Haan tu jeene ki vajah
Dikhe tu har jagah
Nazar jaaye jahan
Haan haan haan ke tere saath hi
Chalegi har ghadi
Yeh meri daastan

Haan haan haan main jitni martaba
Tujhe hoon dekhta
Yeh lagtaa hai mujhe
Haan haan haan tujhe hi dekh ke
Meri saansein chalein
Bataadun main tujhe

Advertisements

5 Comments

Leave a Comment