Aashiqui 2 Best Dialogues – Poetic Romance

Aashiqui 2 writer Shagufta Rafique has written some of the best dialogues for a romantic film in a long time.  Here are some of them. We have also included a couple of dialogue trailers in between.

Rahul Jaykar (RJ): Singers ki izzat kiya karo.. Unki jo tumhare Bar mein gaate hain and unki jinke gaaye hue gaano ki wajah se tumhara Bar chalta hai

_____________

RJ: Daaru apne ghar se laaya hai kya?

Bartender: Nahi sir

RJ: Toh daalne mein kanjoosi kyun kar raha hai? Daal na bindaas

_____________

Bartender: Sir ek beer bar hai, idhar se 20 minute door, lekin wo jagah aapke laayak nahi hai

RJ: Yaar apne laayak to main khud bhi nahi hoon

_____________

Aarohi: Pata nahi kahaan chale jaate ho tum baar baar

RJ: Main bar mein hi tha

RJ to Aarohi: Jab tum nahi thi toh mera dushman sirf main tha, isse pehle ki main tumhara ban jaoon.. go away

_____________

Pizza Delivery Man: Autograph milega?

RJ: haan

Pizza: aapka nahi madam ka

RJ: (smiles) main bulaata hoon madam ko….  aarohi use tumhara autograph chahiye ..

Aarohi: abhi iss waqt? baad mein de doongi na..

Rahul: Ye pal bohot keemti hote hain Aarohi.. jab jaate hain to wapas nahi aate.. jao

_____________

Aarohi: Main yahin rahungi tumhare paas, chali gayi to tum akele reh jaoge. Jo jee mein aaya karoge

_____________

RJ: Aarohi tumhari nakaamyaabi meri zindagi ki sabse badi haar hogi.. mere jeete jee main ek doosra Rahul paida hota nahi dekh sakta.. Tum Rahul Jaykar kabhi nahi banogi.. mere liye bhi nahi

_____________

Rahul: Jaanti ho duniya ke sabse behetreen aur mashhoor kalakaar wo log hote hain jinki apni ek adaa hoti hai.. wo adaa jo kisi ki nakal karne se nahi aati.. wo ada jo unke saath janam leti hai.. aur tum mein wo hai.. wo khaas baat

Aarohi: Pata nahi wo kaunsi baat hai jo aapne suni aur kisi ne nahi.. kyunki koshish to bohot ki thi maine.. par kisi ne mauka hi nahi diya

Rahul: Isliye to aaya hoon main.. kyunki main tumhein kaamyaab banana chahta hu.. tumhe sadi ki sabse badi singer banana chahta hu

Aarohi: dekhiye main us tarah ki ladki nahi hoon jis tarah ki aap soch rahe hain

Rahul: (laughs) main us tarah ki ladkiyon se is tara ki baatein nahi karta. par kya karoon.. lagta hai mujhe ishq ho gaya hai, pagal wagal ho chuka hoon main, ab ye ishq gun se hua hai ya gunvanti se ye main jaanta nahi

Aarohi: Pata chal jaayega.. lekin nasha utarne ke baad

_____________

Aarohi: hum yahan se kaheen door chale jayenge jahaan humein koi nahi jaanta ho.. main kuch banna zaroor chaahti thi par itni badi keemat dekar nahi use kho kar nahin

Mahesh Thakur: par ek beemar ke saath koi beemar nahi ho jaata… agar tumhara pyaar hi iska ilaaj tha, toh phir ab tak asar kyu nahi hua?? woh mohtaaj hai apni aadaton ka, uss zehar ka, woh kaheen pahunchna hi nahi chaahta to phir kahan le jaogi usse aur aakhir kab tak..

Aarohi: main nahi, woh le jayega mujhe uskee duniya mein, jahaa woh rehta hai din raat jahaan woh khush hai, uski aadat meri hogi, uska nasha mera hoga, woh unhe nahi chod sakta lekin main inhe apna sakti hoon

agar yeh zehar hi uska pehla pyaar hai to main apnaungi iss pyaar ko, nashe mein girte padhte rahungi uske saath phir kaheen kis mod par woh mujhe mil jaaye, tabh jaaye inn aadaton se daud ke mujhse aakar kahe ke aarohi ab main thak gaya hoon. phir main usse kahungi ke chalo ab ghar chalte hai phir woh aayega aur hum vaapas zaroor aayenge..

Mahesh Thakur: paagal ho gayi ho tum bilkul hosh nahi hai tummein. Tum kya boli jaa rahi ho…uskee aashiqui ne tumhe paagal hi kar diya.

_____________

Ye famous log flop hone ke baad kitne boring lagte hain

Which is your favorite dialogue from Aashiqui 2? Tell us in the comments section below.

Also check: Tum Hi Ho Lyrics

Article by Abhishek Sharma

Advertisements

223 Comments

  • One Of The Best Romantic Movie Ever Of Bollywood.
    .
    Aditya Roy Kapoor Roxxxx….
    .
    #SUN RAHA HAI NA TU.

  • kuchh mistakes h..
    Ex-ye Star log Flop hone k bad bade Manhoos lagte h..

    2. Baar chalata h na tu..gaane wale ki kamaai khata h na tu..to gana gane walo ki izzat karna sikh..ek wo jo tere bar mein gaate h..or ek wo jinke gaaye hue gaano ki vajah se teri dukaan chalti h..

  • Main sharab marne ke liye nahi pita……..main sharab pine ke liye marta hoon……

    Bar chalata hai na tu…..Gane walo ki kamai khata hai na tu….to sun gane walo ki izzat kiya kar.. Unki jo tumhare Bar mein gaate hain and unki jinke gaaye hue gaano ki wajah se tumhara Bar chalta hai….

  • YE AE SI BIWI HAI JO SATH REH KAR SATAYGI AUR TALAK BHI NAHI DEGI…
    ..
    ABHI ITNE KARIB NAHI AAYE HAI DOR JA SA K GE

  • Main marne k liye nahi peeta..
    Peene k liye marta hun :)

    Yeh aissi bibi hai jo sth reh kr satayegi..
    Aur talak bhi nahi degi..:P

  • Rahul :- Aarohi

    Aarohi :- kya?

    Rahul :- kuch nahi
    bas yun Hi…..
    Main sharab marne ke liye nahi pita……..main sharab pine ke liye marta hoon……

    Bar chalata hai na tu…..Gane walo ki kamai khata hai na tu….to sun gane walo ki izzat kiya kar.. Unki jo tumhare Bar mein gaate hain and unki jinke gaaye hue gaano ki wajah se tumhara Bar chalta hai….

  • kamjor to sab hote hai mai bhi thi, maine to us duniya ko hi apni jindagi smjh li thi fir tum meri jindgi me aye……. tumne meri jindagi bdl d mai tmhe nhi chhor skti ,i lv u, i lv u , i lv u isi din ka intjar tha na tmhe

  • my favourite dialouge :)

    Aarohi: main nahi, woh le jayega mujhe uskee duniya mein, jahaa woh rehta hai din raat jahaan woh khush hai, uski aadat meri hogi, uska nasha mera hoga, woh unhe nahi chod sakta lekin main inhe apna sakti hoon

    agar yeh zehar hi uska pehla pyaar hai to main apnaungi iss pyaar ko, nashe mein girte padhte rahungi uske saath phir kaheen kis mod par woh mujhe mil jaaye, tabh jaaye inn aadaton se daud ke mujhse aakar kahe ke aarohi ab main thak gaya hoon. phir main usse kahungi ke chalo ab ghar chalte hai phir woh aayega aur hum vaapas zaroor aayenge..

  • Arohi-tum mujhe itni badi bheed me pahchanoge kaise,, Rj-mai aine me apna chehra bhul sakta hu,tumhara nahi, Arohi-itna pyar mujse kab hua..

  • Main Nahi, Woh Le jayega mujhe uskee Duniya mein,
    Jahaan woh Rehta Hai Din Raat Jahaan Woh Khush Hai,
    uski Aadat Meri hogi, Uska Nasha Mera Hoga,
    woh Unhe Nahi Chod Sakta Lekin Main Inhe Apna Sakti Hoon
    Agar yeh Zehar hi Uska Pehla Pyaar Hai To Main Apnaungi
    Iss pyaar ko, Nashe mein girte padhte rahungi uske saath phir kaheen
    kis mod par woh mujhe Mil jaaye, ubhh Jaaye Inn Aadaton se
    Daud Ke mujhse aakar Kahe ke Aarohi Ab Main Thak Gaya Hoon.
    phir main usse kahungi ke chalo ab ghar chalte hai phir woh aayega

  • Yeh Ek scene mujhe iss movie mein behad, Bahut Zyaada pasand aaya, ek “Undying Love” Jab Ki Woh Ladki Jaanti hai ke ladka galat Hai,Galat aadaton mein fas gaya hai par woh usse chodd kar nahi jaati balki uska har kadam par saath dene ko Tayaar Rehti hai..Jo Shayad Aaj Ke Daur mein bahut Kam Dekhne ko milta hai…woh ek scene kuch Iss Kadar Hai…
    Yeh Scene Aarohi(Actress name In Da Movie Aur Uss hero ke Uncle Ke Beech Hai…)

    Aarohi: Hum Yahan se Kaheen door chale Jayenge jahaan humein koi Nahi Jaanta Ho

    Main Kuch Banna Zaroor Chaahti thi Par Itni Badi Keemat Dekar Nahi Ke Main Usse Hi Kho Doon..

    Character: Par Ek Beemar ke saath koi Beemar Nahi Ho Jaata…
    Agar Tumhara Pyaar Hi Iska Ilaaj Tha Naa,To Phir Ab Tak Asar kyun Nahi Hua??
    woh Mohtaaj Hai Apni Aadaton ka,Uss Zehar ka,
    Woh kaheen Pahunchna Hi Nahi Chaahta To phir
    kahaa le jaogi usse aur Aakhir Kab Tak……

    Aarohi: Main Nahi, Woh Le jayega mujhe uskee Duniya mein,
    Jahaan woh Rehta Hai Din Raat Jahaan Woh Khush Hai,
    uski Aadat Meri hogi, Uska Nasha Mera Hoga,
    woh Unhe Nahi Chod Sakta Lekin Main Inhe Apna Sakti Hoon
    Agar yeh Zehar hi Uska Pehla Pyaar Hai To Main Apnaungi
    Iss pyaar ko, Nashe mein girte padhte rahungi uske saath phir kaheen
    kis mod par woh mujhe Mil jaaye, ubhh Jaaye Inn Aadaton se
    Daud Ke mujhse aakar Kahe ke Aarohi Ab Main Thak Gaya Hoon.
    phir main usse kahungi ke chalo ab ghar chalte hai phir woh aayega
    Aur hum vaapas Zaroor Aayenge..

    Character: Paagal ho Gayi Ho tum bilkul hosh nahi ke tum tum kya boli jaa rahi ho…Uskee Aashiqui ne Tumhe Paagal Hi Kar Diya…………

  • Rahul :- Aarohi
    Aarohi :- kya?
    Rahul :- kuch nahi
    bas yun Hi…..

    amaxiiiing dialogue…

    Aarohi: main nahi, woh le jayega mujhe uskee duniya mein, jahaa woh rehta hai din raat jahaan woh khush hai, uski aadat meri hogi, uska nasha mera hoga, woh unhe nahi chod sakta lekin main inhe apna sakti hoon
    agar yeh zehar hi uska pehla pyaar hai to main apnaungi iss pyaar ko, nashe mein girte padhte rahungi uske saath phir kaheen kis mod par woh mujhe mil jaaye, tabh jaaye inn aadaton se daud ke mujhse aakar kahe ke aarohi ab main thak gaya hoon. phir main usse kahungi ke chalo ab ghar chalte hai phir woh aayega aur hum vaapas zaroor aayenge..

  • Aarohi tumhari nakaamyaabi meri zindagi ki sabse badi haar hogi.. mere jeete jee main ek doosra Rahul paida hota nahi dekh sakta.. Tum Rahul Jaykar kabhi nahi banogi.. mere liye bhi nahi

  • Aarohi: hum yahan se kaheen door chale jayenge jahaan humein koi nahi jaanta ho.. main kuch banna zaroor chaahti thi par itni badi keemat dekar nahi use kho kar nahin

    Mahesh Thakur: par ek beemar ke saath koi beemar nahi ho jaata… agar tumhara pyaar hi iska ilaaj tha, toh phir ab tak asar kyu nahi hua?? woh mohtaaj hai apni aadaton ka, uss zehar ka, woh kaheen pahunchna hi nahi chaahta to phir kahan le jaogi usse aur aakhir kab tak..

    Aarohi: main nahi, woh le jayega mujhe uskee duniya mein, jahaa woh rehta hai din raat jahaan woh khush hai, uski aadat meri hogi, uska nasha mera hoga, woh unhe nahi chod sakta lekin main inhe apna sakti hoon

    agar yeh zehar hi uska pehla pyaar hai to main apnaungi iss pyaar ko, nashe mein girte padhte rahungi uske saath phir kaheen kis mod par woh mujhe mil jaaye, tabh jaaye inn aadaton se daud ke mujhse aakar kahe ke aarohi ab main thak gaya hoon. phir main usse kahungi ke chalo ab ghar chalte hai phir woh aayega aur hum vaapas zaroor aayenge..

    Mahesh Thakur: paagal ho gayi ho tum bilkul hosh nahi hai tummein. Tum kya boli jaa rahi ho…uskee aashiqui ne tumhe paagal hi kar diya.

  • Aarohi: hum yahan se kaheen door chale jayenge jahaan humein koi nahi jaanta ho.. main kuch banna zaroor chaahti thi par itni badi keemat dekar nahi use kho kar nahin
    Mahesh Thakur: par ek beemar ke saath koi beemar nahi ho jaata… agar tumhara pyaar hi iska ilaaj tha, toh phir ab tak asar kyu nahi hua?? woh mohtaaj hai apni aadaton ka, uss zehar ka, woh kaheen pahunchna hi nahi chaahta to phir kahan le jaogi usse aur aakhir kab tak..
    Aarohi: main nahi, woh le jayega mujhe uskee duniya mein, jahaa woh rehta hai din raat jahaan woh khush hai, uski aadat meri hogi, uska nasha mera hoga, woh unhe nahi chod sakta lekin main inhe apna sakti hoon
    agar yeh zehar hi uska pehla pyaar hai to main apnaungi iss pyaar ko, nashe mein girte padhte rahungi uske saath phir kaheen kis mod par woh mujhe mil jaaye, tabh jaaye inn aadaton se daud ke mujhse aakar kahe ke aarohi ab main thak gaya hoon. phir main usse kahungi ke chalo ab ghar chalte hai phir woh aayega aur hum vaapas zaroor aayenge..
    Mahesh Thakur: paagal ho gayi ho tum bilkul hosh nahi hai tummein. Tum kya boli jaa rahi ho…uskee aashiqui ne tumhe paagal hi kar diya.

  • One of my favourites =]

    *Arohi’s mother – par kya kahega ye duniya ye samaaj ?
    *Arohi- Ab jo hai yahi hai meri duniya,mera saamj :’) <3

  • Jab tum nahi thi toh mera dushman sirf main tha,
    isse pehle ki main tumhara ban jaoon..jus go away
    jus go away….?

  • Guys wou wala scene jis me rahul arohi se khta hai k humein ye relation khatm krdena chahye jo tum hi ho song sy phly ata hai plzz us k dilouges upload kro koi….plx.plxd

Leave a Comment